RealMe Buds | Realme Accessories
![]() |
RealMe Buds |
Is Article me aapko RealMe Buds Ki Build Quality, Sound Aur
Bass Quality Aur iske Dusre Feature ke baare me bataunga jise aap upar Scroll
Karke Padh Sakte hai.
RealMe Buds ki Design-
RealMe Buds me aapko 1 mt se jyada lambi cable mil jati hai jisse aap Is Earphone ko
Acche se use kar payenge.
cable ke upar Kevlar Fiber ka protection mil jata
hai.jisse cable ki Build Quality bahoot hi majboot ho jati hai.jiski wajah se
hoga ye ki aap RealMe Buds ko kitna bhi Fold Karoge, Band Karoge , ya phir
Khichoge phir bhi ye cable Breake nhi hoga.
Cable ke Baad Aapko Volume Up-Down
Swich Mil jati hai aur bich me Google Assistant ya phir aapke mobile me jo bhi
Assistant ho usko Aap is Switch se Control Kar Sakte hai.
![]() |
Add caption |
agar aap earphone ko dekhe to kaafi Achhi tarah se isko
Design kiya gya hai. upar dekhe to RealMe ki Branding di gyi hai. ear phone 45 Angle se band
hua milta hai jiski wajah se ye aapke kaano me kafi acchi tarah se fit ho
jayega. ye earphone aapko kaafi achha premium look deta hai.jise aap Niche Pic me dekh sakte hai.
earphone me aapko
Magnet ka support diya hai jiski wajah se aap ye dono earphone ko chipka sakte
hai.jisse hoga ye ki aap earphone ko khi rakhenge to ye ulta fulta nhi hoga.aur
jab aap earphone use kar rhe honge tab aap is tarah se Chipka sakenge.
Sound Aur Build Quality-
Agar baat kre iske sound aur Bass ki to ye bahut hi accha
sound aur bass Deta hai.aap jab RealMe Buds se Songs sunege to iska Expireince
kaafi achha rahega. isme aapko koi dikkat nhi aayegi.
Agar aap RealMe User hai to aapke mobile me 1 Sound Feature
mil jata hai jiski madad se aap song kaafi achhe se sun payenge. iske liye
aapko earphone ko mobile se connect karna hai aur song chalu karna iske baad
mobile ke setting me jaiye waha par sound & Vibration me jakar real sound technology me
jaiye wah apr aap isko on kar dijiye. waha par aap jis echo me song sunna
chahte is tarah se setting karke song sun sakte ho.yaha par aapko bahot sare option mil jata
hai aur aap apni pasand ke hisab se song sun sakte ho.
Is earphone me aapko
bluetooth ka support nhi milta. isko use karne ke liye aapko 3.5 mm jack ka use
karna padega.
agar aap 500 ruppe me koi earphone purchase karna chahte ho
to ye RealMe buds Purchase kar sakte hai.jo ki aapko value for money Provide
karta hai.
Realme Buds aap Online Amazon se purchase kar sakte hai
jiski link Niche di hai aap wahi se use purchase kar Sakte hai.
RealMe Buds Purchase Link-https://amzn.to/2T1ywP1
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें