RealMe 3 Launch | First Impression
Hello Dosto
RealMe ne India me Redmi Note 7 ko Kill Karne ke liye RealMe
3 Launch Kar diya hai. Is Article me mai aapko RealMe 3 ke Baare me batane wala
hu. agar aap RealMe 3 ke baare me jaanna chahte hai to Is Article ko pura Read
kijiye.
RealMe 3 Specification
Design-
Aage ki
taraf 6.2 Inch ki Display dekhne ko milti hai. Back me Dual Camera ka Setup LED
Flash ke sath mil jata hai aur Finger Print Sensor bhi dekhne ko mil Jata hai.
niche ki tarah Speaker, Micro USB Charging Port, Mic Aur 3.5mm Headphone Jack
Diya gya hai.Right Side me On/Off Switch and Left Me Volume Up/Down Button And
Sim Tray Di gyi hai.
Also Read- Xiaomi Fan Ke Liye Xiaomi Accessories in India
Display-
RealMe 3 me 6.2 Inch ki HD+ Resolution wali LCD IPS Display
di Gyi hai jo ki Dew Drop wali Design ke sath aata hai.is phone me 19;9 Aspect
ratio dekhne ko milta hai aur 2.05 mm is phone ki Thin Frame hai.
Phone ki display ke upar Corning Gorilla 3 ka support diya gya hai.
agar baat kre is phone ki Brightness ki to yaha par 450 nits
hai.
Perfomance-
RealMe 3 me MediaTek Helio P70 Processoer Diya gya hai.jo ki
12nm FinFET Production Process pe bana hua Multi core Processor hai.
4*Cortex-A73 + 4* Cortex-A53 up to 2.1 GHz CPU Diya hai aur
Mali-G72 MP3, up To 900 MHz GPU diya hai jisse Is Phone Ki Gaming Perfomance
Bahot hi Kammal ki hone wali hai.
RealMe 3 me 3-core ISP aur Multi-core APU diya gya hai.
RealMe 3 Antutu Score-137901
Camera-
Real Me ka kehna hai
ki sirf MP jyada hone se se picture ki
quality achhi nhi aati Camera ke andar
Hardware, Image Tuning, Experience Optimization bhi hona chahiye. aur ye Sab
RealMe ne RealMe 3 me diya hai jisse RealMe 3 ki Camera Quality bahot hi Achhi
aayegi.
Also Read- Redmi Note 7 Pro | India Version | First Impression
Also Read- Redmi Note 7 Pro | India Version | First Impression
RealMe 3 Camera
Rear Camera-
RealMe 3 me 13MP + 2MP ka Camera Setup Diya gya hai.
13MP ka Primary camera f/1.8 Apeture aur 1.12um ke sath aata
hai.
uske alawa PDAF fast Focusing, Bookeh Effect, Multi-Frame
Noise Reduction, Hybrid HDR, Ai Scene Recognition AI Beauty2.0, Night Shots
Optimization ka support mil jata hai.
Night Mode ke Picture Quality ko Improve karne ke liye Camera Boost aur NightScape bhi Diya gya hai.
Front Camera-
jisme 296 Facial Recognition Points diya hai jisse Is phone
ki Selfi Bahot hi Kammal Ki aayegi. iske alawa AI Beauty 2.0, Smart Group
Beautification,Depth Effect ka bhi Support mil jata hai.
RealMe 3 me 4230mAh Battery di hyi hai.
Operating System-
RealMe 3 me Colour OS 6.0 Mil Jata hai Jo ki Android Pie 9
pe Base hai.
Colour OS 6.0 me App Drawer Launcher mil jata hai jisse
aapko Stock Android jaisa Experience milega.
isle alawa Google Lens and Camera 2 API access bhi mil jata
hai.
RealMe 3 me Bootloader Unlock ka bhi support mil jata hai
jisse aap kabhi bhi Bootloader Unlock kar sakte hai.
RealMe 3 Perfomance
Quality-
Is Phone me Triple Slot Dekhne ko milta hai jisme aap 2 Nano
Sim Aur SD Card Insert kar sakoge.
Ye phone Dual 4G Volte ke sath aata hai.
Other Specification-
3.5 mm Headphone jack, Splash Proof, Dust Proof
Colour-
Dynamic Back And Black
Price-
3GB Ram + 32 GB ROM- 8999 RS
4GB Ram + 64 GB ROM- 10999 RS
Availibilty-
iske sath RealMe ne RealMe 3 ka Iconic Case bhi launch kiya
hai jiski Parice 599 Rs hai. jise aap Flipkart se Purchase kar pyenge.
jo ki Crystal pattern, Durable Materials, Wrist and
attachment, Transparent Logo, Precise cutouts ke sath aata hai.
कोई टिप्पणी नहीं:
टिप्पणी पोस्ट करें