Need Document For Voting In Election
Hello Dosto
Is Time Desh me Lok Sabha Election chal raha hai. aur Voting karne me kuchh din hi bache hai.
Is Article me mai aapko batane wala hu ki Aap kaise Pata laga paye ki Aapka Name Voter List me hai ya nhi Voting ke Liye Jaruri Document ke baare me bhi Bataunga to is Artile ko Pura Read kijiye.
Need Document For Voting In Election
- Also Read- RealMe 3 Pro | Full Specification
Voter List me Name Kaise Check Kare-
iske liye Election Commission ki Website electoralsearch.in pe login kijiye.
login karne ke baad waha par Aapka Name, Father ya Husband Name, DOB, State, Dist, Village sab Detaiol Fill kar dijiye aur Search kijiye to Aapka Name Voter List me hia ki Nhi Pata chal jayega. agar waha par Aapka Name hoga to aap Vote de sakte ahi.
Election Commission Toll Free Number- 180011950
agar Election ke Regarding koi Sawal ho to aap is Help Line Number par Call kar sakte hai.
Document For Voting-
- Election Card
- Aadhar Card
- PAN Card
- Passport
- Driving License
- Post Office ki Passbook
- Health Insurance Card
- Pension Car
- Smart Card
- Also Read- RealMeBuds | Realme Accessories
Election ko hum National Festival ki tarah manate hai aur Sabhi Bhartiyo, Jiski Age 18 Year se upar hai un sab ka Haq hai ki wo Vote de.
Last me mai ek baat kahunga ki Vote mat do lekin Voting Jarur Karo.
Agar
Aap Amazon se koi Product Purchase Kar Rahe ho to Niche di gyi Link se
product purchase kijiye aur hamari madad kijiye.
Amazon-
https://amzn.to/2TVlQVy
agar aapko ye Article Useful laga ho to is Article ko Apne Friends, Relatives ko Share
kijiye.
aise hi Useful Article ke Liye hamari Web Site 'GBSInfinity' ko Follow
kar lijiye.aur Socila media FB,
Instagram, Twitter pe bhi Follow
kar lijiye jiski Link Niche mil
Jayegi waha par bhi mai achhi achhi Story
Post Karta Hu.
8 ball pool unlimited coins
जवाब देंहटाएं